Showing posts with label याद. Show all posts
Showing posts with label याद. Show all posts

Yaad aate han purane woh suhane pal..

Yaad aate han purane woh suhane pal,
Jab hum tum sararat kiya karte the,
Hum bandar dekhne ke liye roya karte the
or tum apni photo dikha kar humain mana liya karte the.

Wo aap ban gaye

jindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban gaye,
Mile To Mulakat Ban gaye,
Bichhre To Yaad Ban gaye,
Aur Jo Dil Se Na gaye,
Wo aap ban gaye

sms kar liya karo..

Raton ko na jaago so liya karo,
Dil me aanshu na roko ro liya karo.
Kiski yaad main rahte ho hamesha,
kabhi humari yaad main sms kar liya karo..