Showing posts with label लम्हें. Show all posts
Showing posts with label लम्हें. Show all posts

Wo aap ban gaye

jindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban gaye,
Mile To Mulakat Ban gaye,
Bichhre To Yaad Ban gaye,
Aur Jo Dil Se Na gaye,
Wo aap ban gaye

kate nahi katate han lamhain intjar ke

kate nahi katate han lamhain intjar ke,
najare jama ke baithe hai raste pe yaar ke.
dil ne kaha dekhe jo jalwe husan-e-yaar ke laya hai,
kaun inko falak se utar ke।

काटे नहीं कटते है लम्हे इन्तेज़ार के,

काटे नहीं कटते है लम्हे इंतज़ार के,
नज़रें जामा के बैठे है रस्ते पे यार के
दिल ने कहा देखे जो जलवे हुस्न-इ-यार के लाया है
कौन इनको फलक से उतार के