Showing posts with label ankhon. Show all posts
Showing posts with label ankhon. Show all posts

Tazi hawa me foolo ki mehek ho.

Tazi hawa me phoolo ki mehak ho.
Pahli kiran me chidiyon ki chahak ho.
Jab b kholo tum apni aankhen
un ankhon me bus khushiyon ki jhalak ho.
Good Morning...

Tumari duniya se bhaut dur chale jayenge

Tumari duniya se bhaut dur chale jayenge
Tumahi Ankhon main anshu chod jayenge
Aaj tum Humse tang ho
Par ek din tang hone ko taras jaoge.

Khamosi

Khamosi
Na malum iska raaj kya hai,
Ye ankon main halki si barsaat kyon hai.
bachpana or chanchalta to bahut hai,
par na jaane kabhi kabhi ye honth kamosh kyon hai.

Kismet se apni sabko shikayat kyu hoti hai

Kismet se apni sabko shikayat kyu hoti hai,
Jo nahi mil sakta ussi se chahat kyu hoti hai.
Kitne khade han rahon main
par ankhon ko usi ki talash kyon hoti hai.