Showing posts with label phoolon. Show all posts
Showing posts with label phoolon. Show all posts

Tazi hawa me foolo ki mehek ho.

Tazi hawa me phoolo ki mehak ho.
Pahli kiran me chidiyon ki chahak ho.
Jab b kholo tum apni aankhen
un ankhon me bus khushiyon ki jhalak ho.
Good Morning...

Aapko phoolon ka bhi zakham zakham na aane paye,

Dosti ka haq hum yun ada karte hai,
Aapke naampe ye jaan fida karte hai,
Aapko phoolon ka bhi zakham zakham na aane paye,
Khudase hum yehi dua karte hai…